🇮🇳 Indian sellers ke liye · AI se

Photo do.
Video lo.

Ek product photo + paanch seedhi lines = 8 second ka seller video, Hindi mein. Bina camera, bina shoot, bina actor.

@fameshootai

थ्री सीटर सोफा, प्रीमियम कपड़ा, मज़बूत लकड़ी के पैर!

🔊 tap for sound

Teen steps. Bas. 🫰

1

Photo upload karo

Product ki ek photo. Video ka pehla frame wahi photo hota hai — product ek pixel nahi badalta.

2

5 lines likho

Ya AI se likhwa lo — photo dekh ke woh khud pura draft bhar deta hai. Hindi + English letters, dono.

3

8 second ki reel lo

Ek asli-jaisa seller Hindi mein pitch karta hai, haath se product test karke dikhata hai, close-up mein material.

Asli products. Asli reels. 💯

Yeh saari reels isi tool se bani hain — ek photo aur paanch lines se. Sound on karke dekho.

@fameshootai

छोटे बच्चों का प्यारा, एकदम नरम, प्लश बैकपैक!

@fameshootai

नीले रंग की ये शानदार इलेक्ट्रिक टॉय कार!

@fameshootai

काला और सुनहरा, शाही डिज़ाइन का मज़बूत गेट!

@fameshootai

थ्री सीटर सोफा, प्रीमियम कपड़ा, मज़बूत लकड़ी के पैर!

Agli reel:
tumhare product ki 👀

Banao

Banane se pehle becho.

📊 Demand test karo

Design chalega ya nahi? Reel post karo, response dekho — phir manufacture karo. Sirf woh banao jo log maangte hain.

💸 Zero shoot cost

Na studio, na camera, na model. Ek photo kaafi hai — aath second mein pitch ready.

📱 Har jagah chalega

9:16 vertical — Instagram Reels, WhatsApp Status, YouTube Shorts. Seedha share karo.

Apne product ki
reel banao 🚀

Abhi private beta mein hai — publicly jald launch ho raha hai.

Early access — jald 🔜

Launch hote hi yahan se seedha app khulega.